Sunday, February 05, 2012

I have created the chords myself, so it may not be accurate. Let me know if changes need to be made please:

G C Am D7
(G) O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah
Dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha ..

(G)O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai(C)jawan
(Am)Meri nazar dhoonde tujhe tu (D7)kahan
Haan tujhko main aankhon ka kaajal(Am) bana loon
(G)O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai (C)jawan
(Am)Chaahungi main yuhin tujhe (D7)bepanha
Haan tujhko khushi sa (Am)labho pe saja loon
(G)O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha ..

(G)Roop hoon teri dhoop hoon
(C)Tu suraj hai mann ka mere
(Am)Ya ghani main hoon roshni
(D7)Ab chalte hoon dhalte hoon tujhko hi
(G)Haan mere ik pehar, tu kahe thehar
(C)Toh jaaon nagar se tere
(Am)Har ghadi mushkilon bari
(D7)Kyun lagti hai jo bhi badalti hai bin tere
(G)Tu mile toh silsile, ho ho shuru jo hai khuda kI (C) raza
Tere (Am) bina hai zindagi bemaza(D7)
Tu mil jaaye toh main jahan (AM)se chhupa loon
(G)O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai (C) jawan
(Am)Meri nazar dhoonde tujhe tu (D7)kahan
Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon
O bekhabar

(G)O pyaar bhi yun kabhi kabhi
(C)Kar deta pareshaaniyan
(Am)Har jagah wohi woh lagey
(D7)Woh aashiq anari jo dil de ke leta
(G)Ya paas bhi ho woh door bhi
(C)Yeh kyun ho woh batlaaye na
(Am)Dil darre minnate kare
(D7)Ab usko yeh bolo ke aaye toh jaaye na
(G)Bewajah, agar ho pata, kya hai yahi dil ki khata (C)ki saza
(Am)Khud mein hi main, hoti hoon kyun (D7)laapata
Main janu na iss dil ko (Am)kaise sambhalun
(G)O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai (C)jawan
(Am)Meri nazar dhoonde tujhe tu (D7)kahan
Haan tujhko main aankhon ka (Am)kaajal bana loon

No comments: